Baghelkhand Ki Awaz Ko Global Pehchan
FM Bagheli, Baghelkhand ke dil se shuru kiya gaya ek unique digital radio platform hai. Hamara uddeshya hai Bagheli boli, sanskriti, aur music ko worldwide platform dena. Hum yahan naye artists ko mauka dete hain apni pratibha dikhane ka.
"Baghelkhand ki dharti se nikli har dhun ko global pehchan dilana hamara sankalp hai."